Ishq ki maar kya karein sahib
Dil hai beemar kya karein sahib
Aik laila thi aik majnoon tha
Ab hai bharmar kya karein sahib
Jis ne chaha usee ne loot liya
Ham the haqdar kya karein sahib
Unko makeup ne duplicate kiya
Aisa singaar kya karein sahib
Pait to bhookh se pareeshan hai
Rang o gulnaar kya karein sahib
Jinse hai pyaar ki umeed hamein
Wo hein khoonkhar kya karein sahib
Jab nahein petrol ke paise
Moter o kaar kya karein sahib
Jo ke SAJID adab bhi bhool gaye
Unse guftaar kya karein sahib...!!
Dil hai beemar kya karein sahib
Aik laila thi aik majnoon tha
Ab hai bharmar kya karein sahib
Jis ne chaha usee ne loot liya
Ham the haqdar kya karein sahib
Unko makeup ne duplicate kiya
Aisa singaar kya karein sahib
Pait to bhookh se pareeshan hai
Rang o gulnaar kya karein sahib
Jinse hai pyaar ki umeed hamein
Wo hein khoonkhar kya karein sahib
Jab nahein petrol ke paise
Moter o kaar kya karein sahib
Jo ke SAJID adab bhi bhool gaye
Unse guftaar kya karein sahib...!!
No comments:
Post a Comment