paida koi raahi koi rahbar nahin hota
be husn-e-amal koi bhi badter nahin hota.
sach bolte rahne ki jo aadat nahin hoti
is tarah se zakhim te mera sar nahin hota.
kuch waraf to hai dimagon dilon mein
yun hi koi sukrat v sikandar nahin hota.
dushman ko dua de ke ye duniya ko bata do
bahar kabhi aape se samundar nahin hota.
wah shakhsh jo khushbu hai wah mahkega abad tak
wah kaid maho saal ke andar nahin hota.
un khanabadoshon ka watan sara jahan hai
jin khanabadoshon ka koi ghar nahin hota.

No comments:
Post a Comment